feedburner
Enter your email address:

Delivered by FeedBurner

feedburner count

Meri Maa- Taare Zameen Par hindi movie song lyrics

Song: Tujhe Sab Hai Pata... Meri Maa
Movie : Taare Zameen Par
Singer: Shankar Mahadevan

main kabhi batlaata nahi, par andhere se darta hoon main maa
yuun to main dikhlaata nahi, teri parwaah karta hoon main maa
tujhe sab hai pata, hai na maa
tujhe sab hai pata... meri maa

bheed mein yuun na chhodo mujhe, ghar laut ke bhi aana paau maa
bhejna itna door mujhko tu, yaad bhi tujhko aana paau maa
kya itna bura hoon main maa
kya itna bura... meri maa

jab bhi kabhi papa mujhe, zor zor jhula jhulate hai maa
meri nazar dhoondhe tujhe, sochun yahi tu aake thaamegi maa
unase main yeh kehta nahi, par main seham jaata hoon main maa
chehre mein aane deta nahi, dil hi dil mein ghabraata hoon main
tujhe sab hai pata hai na maa
tujhe sab hai pata... meri maa
o main kabhi batlaata nahi, par andhere se darta hoon main maa
yuun to main dikhlaata nahi, teri parwaah karta hoon main maa
tujhe sab hai pata, hai na maa
tujhe sab hai pata... meri maa


Other Songs From Taare Zameen Par:

  1. Kholo Kholo Darwaaje
  2. Jame Raho
  3. Bum Bum Bole Masti Mein Dole
  4. Taare Zameen Par
  5. Kyun Tera Bheja Kam
  6. Mera Jahaan...

Your Ad Here

Related Posts by Categories




0 comments:

Post a Comment